Tuesday 27 September 2011

NCC SONG & PLEDGE


NCC OATH 
"I do hereby solemnly promise that I will serve my motherland most truly and loyally and that, I will abide by the rules and regulations of the National Cadet Crops. Further under the command and control of my commanding officer I will participate in every camp most sincerely and wholeheartedly".  










THE NCC SONG
         (An Official Song of the NCC titled “Kadam Mila Ke Chal” was adopted in 1963.  This was, however, changed to the current NCC Song titled “Ham Sabh Bhartiya Hain” in Oct 1982)

Hum Sab Bharatiya Hain, hum sub Bharatiya Hai
Apni Manjil ek hai ha,ha,ha ek hai ho,ho, ho ek hai
Hum sab bharatiya hain
           
Kashmir ki dharti Rani hai, Sartaj Himalaya hai
Sadiyon se hum ne isko apne khoon se pala hain
Desh ke raksha ke khatir, hum shamsheer utha lenge
Hum shamsheer utha lenge
           
Bikhre bihkre tare hain hum, lekin jhilmil ek hain
Ha ha ha ek hai, ho ho ho ek hain
Hum sab bharatiya hain
           
Mandir gurudware bhee hai yahan, aur masjid bhee hain yahan
Girija ka ghadiyal kaheen mulla kee kaheen hai azan
Ek hee apna ram hai ek hee allatala hain,
Ek hee allahtala hain

Rang birange Deepak hain hum, lekin jhilmil ek hain
Ha ha ha ek hai, ho ho ho ek hain
Hum sab bharatiya hain
Hum sab bharatiya hain

No comments:

Post a Comment